Advertisement

YouTube video par views badhane ka aasan tarika 2021

Advertisement

YouTube video par views badhane ka aasan tarika 2021


Dosto aaj ke is post me ham log baat karne waale hai YouTube video par views kaise badhaye .. is post me ha sabse alag tarika batane wale hai jaha ham kafi jyada views paa sakte hai .. aapne bahut aise tarike sune hone ki YouTube par views kaise badhaye ..
* jaise ki Trending topic par video banaye 
* high quility thumbnail banaye 
* video tag or description sahi se likhe 

Likin main is post me aapko batane wala hun PINTREST se view kaise badhana hai .. to is post ko zaroor padhe.. 

Pintrest kya hai ?

Dosto pintrest ek social media hai jaha ham photo or videos share karte hai jaise ki other social media hai jaise ki Facebook, twitter, instagram etc.. yah ham apne channel ke promotion v kar sakte hai agar aap ek new youtuber ho to ek baat pintrest zaroor try kare .. 

Pintrest par account kaise banaye ? 

Pintrest par account banana bahut hi aasan hai agar ham kisi or social medio se compare kare to .. Sabse pehle aapko Pintrest ka app Download karna hai ya fir aap pintrest ke website par ja sakte hai .. app download karne baad aapko open karna hai or same wahi id se signup karna hai jis id se aapka YouTube account bna hai .. Aapko sign up par click karna hai or Gmail account choose karna hai aapka account ban jayega .. 

Pintrest par YouTube video kaise share kare ? 

Pintrest par video share kana bahut hi aasan hai aapko bas apne youtube channel par jana hai or waha par video ko share parna ka option aata hai aapko bas pintrest coostr kana hai or share kar dena hai.. aapka video share ho jayega .. 

Pintrest par video share karne ka fayada ?

Dosto pintrest par Youtube video ko share karne ka fayada ye hota hai ki aapki video pintrest ke sath sath or v search engine jaise ki Google , Yahoo , bing jaise search engine me Rank karti hai or aapko jayad se jyada views mil paate hai .. 

Pintrest par YouTube video ke watchtime or views add hoga ya nahi ? 

Dosto agar aapki video pintrest ke andar chalta hai to watchtime or views zaroor count hote hai or agar aapke video par alag se koi search engine me rank karti hai to wo v count hota hai .. 

Pintrest par page kaise banaye ? 

Dosto agar aap pintrest par apna page bnana chate hai to aapko apne pintrest account me login karna hai or setting ke button par click karna hai.. iske baad waha aapko ek option dikhega Account Setting par click karna hai or iske baad Linked bussiness account par click karna hai waha par aapko email id daalna hai aapko page ban apega … 
Pintrest Page bnane ka fayada :– Pinterst page banane ka yaha fayada hai ki aap apne post par ad campain v laga sakte hai jo ki hayada se jyada views aa sake .. 

Pintrest ko YouTube se link kaise kare ?

Aapko bas apne pintrest account ko login karna hai or setting me jana hai iske baad aapko account setting par click karna hai fir aapko CLAIMED ACCOUNT par click kar lena hai or youtube wale button ko on karna hai or apne id se login kar dena hai aapaka pintrest account me youtube accont ink ho jayega … 
Agar aapko kaise kana hai ye samjh nhi aaya to is video ko dekhe .. or dekhe ki mere pinterst se kitne views aaye hai … 

Topic Covered in this article :—
Pintrest kya hai ?
Pintrest par account kaise banaye ? 
Pintrest par Youtuve video kaise share kare ? 
Pintrest par video share karne ka fayada ?
Pintrest par YouTube video ke watchtime or views add hoga ya nahi ? 
Pintrest par page kaise banaye ? 
Pintrest ko YouTube se link kaise kare ?


0 thoughts on “YouTube video par views badhane ka aasan tarika 2021”

Leave a Comment

x